Short moral story in Hindi:- jai




Ek 24 saal ka larka train me apne papa ke sath baitha tha , achanak khidki (window) ke bahar dekhkar wo jor se chillaya "papa ,dekho......sare ped (tree) peeche bhag rahe hai" uske papa ne use pyar se dekha aur mushkura diya.


Bagal ki seat par Jo log baithe the unhe ek jawan larke ki ye bachkana wyavhaar bada ajeeb laga . Unme se ek se raha nahi gaya aur usne us larke ke papa se poocha , " aapke bete ke pass kya mansik Roop se kam akal hai ?  Aap ise ache docter KO dikhate kyu nahi..?"

Us larke ke papa ne jawab diya " haa, main abhi-abhi ese chennai me sankar netralay se dikha kar he la raha hu. Waha iski aankh ka operation hua hai aur iski aankho ki roshni 20 saal bad vapas aayi hai Jo bachpan me ek chot lagne se chali gai thi, aaj wo duniya KO fir se dekh sakta hai."

Es small story ka massage ye hai ki: kisi KO dekhkar bina hakikat Jane comment mat Karo, har kisi ki apni ek story hai ,use pahle jano! Ho sakta hai ki tumhari aankho ke samne pada parda bhi hat jaye. Aur tumhe bhi sachai pata chal Jaye to tum aashcharya chakit rah jao!




Comments

Post a Comment

Thanks for your comment

Popular posts-

Late night love conversation between gf and bf in Hindi

 Hindi Story of A Mother and Son Very Touching Stories in Hindi

प्यार मे धोखा खाने के बाद खुद को सम्भालने के 12 तरीके |

एक-तरफा प्यार || one sided love true story in hindi।। love at first site story

प्यार की कहानी एक सच्ची प्रेम कथा प्यार का इजहार करने में देर न करे।

माँ, पापा, हिंदी आर्टिकल (Mother's day spacial)Love u mom & dad..........

A Sweet late night conversation of bf and gf in hindi

Difference between Love and Attraction||love vs attraction||story by- jai chaurasiya

What is life in hindi (जीवन क्या हैं ) by- jai chaurasiya

Real Truth of Life | Motivational & Inspirational Article in hindi by Jai Chaursiya